Ye lamhay ye pal hum berson yaad karenge
Ye mosum chaley gaiy tou hum faryaad karenge

In sapno ki tasveero se,
In yaadon ki zanjeero se,

Apne dill ko kaise hum azaad karenge,
Ye mausam chale gaye tho hum fariyaad karenge,
ye lamhe, ye pal hum barso yaad karenge.
Ye lamhe tho hai bohath haseen,
In lamho par kuch likha nahi

Inhen abaad karenge, ya barbaad karenge,
Ye mausam chale gaye tou hum fariyaad karenge,

Ye lamhe, ye pal hum barso yaad karenge.
Ye lamhay ye pal hum berson yaad karenge
Ye mosum chaley gaiy tou hum faryaad karenge
